What do you want to listen to?
Redeem
VIP Center
Song
Nasha Yeh Pyaar Ka (Say tình)
Nasha Hai
10
Play
This song is temporarily unable to play
Lyrics
Uploaded byQiong Ruan
NASHA YE PYAAR KA NASHA - OST Mann (not "Kaali naagin jaisi")

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon
Ki Jabse Maine Tumko Ye Dil De Diya
Meetha Meetha Sa Dard Le Liye
Suno O Priya
Maine Tumko Dil Diya

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon

Nazar Se Yoon Nazar Mili Nazar
Deewana Main Ho Gaya
Asar Ye Kya Hua Asar
Kahan Ye Mann Kho Gaya
Behke Behke Kadam Behka Behka Hai Mann
Chha Gaya Chha Gaya Mujhpe Deewanapan
Suno O Priya
Maine Tumko Dil Diya

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon

Jhguki Jhuki Nigaah Mein Bala Ki Shokhiyaan Chhupi
Khuli Khuli Laton Mein Bhi Haay Ghata Ki Mastiyaan Ruki
Ye Haya Ye Ada Ye Haseen Ye Nayan
De Gaya De Gaya Meethi Meethi Chubhan
Suno O Priya
Maine Tumko Dil Diya

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon
Ki Jabse Maine Tumko Ye Dil De Diya
Meetha Meetha Sa Dard Le Liye
Suno O Priya
Maine Tumko Dil Diya

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon

Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano
Nashe Mein Yaar Doob Jaao
Raho Na Hosh Mein Deewanon

(Hindi Lyrics)
Show more
Artist
Nasha Hai
Uploaded bykijuto
Choose a song to play